laakh is dil ko humane samajaayaa dil yahaa phir bhi humako le aayaa salaam salaam
(tumhaari mehfil main aa gaye hai to kyun naa hum ye bhi kaam karale salaam karane ki aarajoo hai - 2 idhar jo dekho salaam karale) - 2
(ye dil hai jo aa gayaa hai tum par wagar naa sach hai ye bandaa parwar) - 2 jise bhi hum dekhale palat kar - 2 usiko apanaa gulaam karale salaam karane ki aarajoo hai idhar jo dekho salaam karale
(bahot si baate hai tumako kehani bahot si baate hai humako kehani) - 2 kabhi jo tanahaa milo kahi tum - 2 to baate hum ye tamaam kar le salaam karane ki aarajoo hai - 2 idhar jo dekho salaam karale
(wo lailaa majanu ki ho muhobbat ke shirifarhad ki ho ulfat) - 2 jaraasi tum jo dikhao jurrat - 2 to hum bhi un jaisaa naam karale
tumhaari mehfil main aa gaye hai to kyun naa hum ye bhi kaam karale salaam karane ki aarajoo hai idhar jo dekho salaam karale